Yeh Nazaakat tere Badan ki…..
Khamosh meri harr Raat karti hai……
Fikar karta hai awaam hum AshiQOn ki…..
Jab jab tu humse Sanam baat karti hai……
Woh Naazuk Naazuk Kalayi teri……
Mere Diye Kangane se jab bhi Aghaaz karti hai…..
Chanak uthati hai Payal bhi teri…..
Jab tu apni Nazron se shayarana Andaaz karti hai……
Yeh Nazaakat tere Badan ki…..
Khamosh meri harr Raat karti hai……!!!!!